(Aawaara kehta tha mujhe yeh jahaan
Jis din se paaya jaanam tujhe meherbaan) - 2
Aabaad hone lagi sooni si yeh zindagi
Karne laga pyaar main, karne laga aashiqui
Mere dil ne pukaara, aawaara aawaara aawaara
Aawaara kehta tha mujhe yeh jahaan
Jis din se paaya jaanam tujhe meherbaan
Aawaara kehta tha
Kuch tere jalwon ne deewaana kiya
Kuch to is dil se bhi sharaarat hui
Mere tasavur mein basi tu hi tu
Tujhse o jaanam yun mohabbat hui
Sadiyon se mujhko bhi teri aarzoo
Badli hai kismat yeh mili jab se tu
Aabaad hone lagi sooni si yeh zindagi
Karne laga pyaar main, karne laga aashiqui
Mere dil ne pukaara, aawaara aawaara aawaara
Aawaara kehta tha
Jis din se nazaron mein tu shaamil hui
Har shay mein karta hoon nazaara tera
Yunhi bhatakta rehta main saari umar
Mujhko agar na milta sahaara tera
Ab koi hasrat hai na kuch aas hai
Teri vafa ab to mere paas hai
Aabaad hone lagi sooni si yeh zindagi
Karne laga pyaar main, karne laga aashiqui
Mere dil ne pukaara, aawaara aawaara aawaara
Maya Ke Hola
de Udit Narayan
Más canciones de Udit Narayan
Ver todo
Ek Tamanna Jivan Ki - From "Aankhen"
Udit Narayan
A Sadhaba Bohu Lo
Udit Narayan
Hamari Shaadi Mein
Udit Narayan
Netru Indru Naalai (From "Netru Indru Naalai")
Udit Narayan
Aaja Aaja - From "Jaani Dushman"
Udit Narayan
Andala Ada Bomma
Udit Narayan
Phoolon Sa Chehra Tera - Jhankar
Udit Narayan
Sunoji Dulhan Ek Bat Sunoji - From "Hum Saath-Saath Hain"
Udit Narayan
Tere Dware Pe Aai Baraat
Udit Narayan
Mujhe Haq Hai
Udit Narayan