Pyaar ka matlab samjhegi voh
Jab sapnon mein kho jaayegi
Mujhko paagal karne waali - 2
Khud bhi paagal ho jaayegi
La la ra la la la la - 4
Uske chehre ko maine padha hai
Kaun yeh usko bataaye
Uski aankhen to kehti hai mujhse
Laakh voh mujhse chhupaaye
Pyaar hai usko bhi, maanegi voh us din - 2
Jis din mere seene pe voh
Sar ko rakhkar so jaayegi
Mujhko paagal karne waali - 2
Khud bhi paagal ho jaayegi
La la ra la la la la - 4
Roz milta hoon us dilrooba se
Phir bhi dil mera bhare na
Log kehte main uspe fida hoon
Voh yakeen mujhpe kare na
Jaan pe ban gayi, ban gayi hai jaan pe - 2
Jaan ka rona ab kya roye
Jaani hogi to jaayegi
Mujhko paagal karne waali - 2
Khud bhi paagal ho jaayegi
La la ra la la la la - 4
Pyaar ka matlab samjhegi voh
Jab sapnon mein kho jaayegi
Mujhko paagal karne waali - 2
Khud bhi paagal ho jaayegi
La la ra la la la la - 4
Akhiya Ma Sajna Tohse Pyaar (From "Matti Ke Saugandh")
de Udit Narayan
Más canciones de Udit Narayan
Ver todo
Hamari Shaadi Mein
Udit Narayan
Chandni Aaya Hai Tera Deewana
Udit Narayan
Yaaron Sun Lo Zara
Udit Narayan
Uthaile Ghungata Chand Dekh Le
Udit Narayan
Netru Indru Naalai (From "Netru Indru Naalai")
Udit Narayan
Saanson Ki Mala
Udit Narayan
Aaja Aaja - From "Jaani Dushman"
Udit Narayan
Tune Saath Jo Mera Chhoda (Sad)
Udit Narayan
Koi Jaye to Le Aaye (From "Ghatak")
Udit Narayan
Do Anjaane Ajnabi - From "Vivah"
Udit Narayan