Meri yaad mein tum na, aansoo bahaana
Na jee ko jalaana, mujhe bhool jaana
Samajhna ke tha ek, sapna suhaana
Woh guzra zamaana, mujhe bhool jaana
Meri yaad mein
Juda meri manzil, juda teri raahen -2
Milengi na ab teri meri nigaahen
Mujhe teri duniya se, hai door jaana
Na jee ko jalaana, mujhe bhool jaana
Meri yaad mein
Yeh ro ro ke kehta hai, toota hua dil -2
Nahin hoon main eri mohabbat ke kaabil
Mera naam tak apne, lab pe na laana
Na jee ko jalaana, mujhe bhool jaana
Samajhna ke tha ek, sapna suhaana
Woh guzra zamaana, mujhe bhool jaana
Meri yaad mein
Meri Yaad Mein Tum Na Ansoo Bahana
Más canciones de Talat Mahmood
Ver todo
Ae Nargise Mastana
Talat Mahmood
Ae Gham-E-Dil Kya Karoon
Talat Mahmood
Jiyo Hazaro Saal
Talat Mahmood
Mohabbat Ki Ham Chot Khaye Huye Hai (From "Farmaish")
Talat Mahmood
Aji Rooth Kar Ab Kahan Jaiyega
Talat Mahmood
Haseen Chand Sitaron Ka (From "Mera Salaam")
Talat Mahmood
Teri Ankh Ke Ansoo Pee Jaoon
Talat Mahmood
Mujhe Dekho Hasrat Ki Tasveer Hoon (From "Baaz")
Talat Mahmood
Teri Chamakti Aankhon Ke (From "Chhote Babu")
Talat Mahmood
Dil Ko Jalaey Tera Pyar
Talat Mahmood