Dil Ka Audit
de Sumit Tandon
na koyi lakeerein na daayre
ishq mein hadd hoti nahi
itna behad hota hai ke
yeh fitoori ghat'ti nahi
na koyi lakeerein na daayre
ishq mein hadd hoti nahi
itna behad hota hai ke
yeh fitoori ghat'ti nahi
ho jaana hai ik baar
teri rooh ke paar
main to reh ke kinare pe thakeya
ho tera chadheya khumar
tere bin mere yaar
is jag mein nahi kuch rakheya
barbaadiyan tumse hi hai
aabaadiyaan tumse hi hai
ab kya galat aur kya sahi
jab roohdaariyaan tumse hi hai
barbaadiyan tumse hi hai
aabaadiyaan tumse hi hai
ab kya galat aur kya sahi
jab roohdaariyaan tumse hi hai
madhoshiyaan hai madhoshiyaan
in nigaahon mein teri hai madhoshiyaan
doob jaaneyan aise doob jaaneyan
phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
madhoshiyaan hai madhoshiyaan
in nigaahon mein teri hai madhoshiyaan
doob jaaneyan aise doob jaaneyan
phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
ho kaisi lagan hai yaar
lagi jo iss baar
raati din bas naam tera ratteya
ho tera chadheya khumar
tere bin mere yaar
is jag mein nahi kuch rakheya
barbaadiyan tumse hi hai
aabaadiyaan tumse hi hai
ab kya galat aur kya sahi
jab roohdaariyaan tumse hi hai
barbaadiyan tumse hi hai
aabaadiyaan tumse hi hai
ab kya galat aur kya sahi
jab roohdaariyaan tumse hi hai
madhoshiyaan hai madhoshiyaan
in nigaahon mein teri hai madhoshiyaan
doob jaaneyan aise doob jaaneyan
phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
madhoshiyaan hai madhoshiyaan
in nigaahon mein teri hai madhoshiyaan
doob jaaneyan aise doob jaaneyan
phir kabhi na main tujhse ubhar paaneyan
barbaadiyaan tumse hi hai
aabaadiyaan tumse hi hai
ab kya galat aur kya sahi
Más canciones de Sumit Tandon
-
Akhiri Salaam
Dil Ka Audit
-
Awaaz Ban Gaya Hu
Yaadon Ki Baarish
-
Befikre
Love On Fire
-
Gallan Dil Diya
Tere Naam Se
-
Junoon
Dil Ka Audit
-
Mein Tera Soda
Dil Ka Audit
-
Tere Naam Se
Tere Naam Se
-
The Cartel Anthem
The Cartel Anthem
-
This is My Life
Dil Ka Audit
-
This is My Life (Reprise)
Dil Ka Audit
-
Tu Bewafa Hai
Yaadon Ki Baarish
-
Tu Bewafa Hai (Revised)
Yaadon Ki Baarish
-
Tu Mera Samosa
Dil Ka Audit