Jiya Jaa Deewane Jiye Jaa
de Sourabh Kishore
Khaali ghar ki deevaaron pe sheeshe ki tasveeren hain
Main ye tod ke rakh doonga ye yaadon ki zanjeeren hain
Jaa jaa jaa mujhe na ab yaad aa
Mujhe bhool jaane de jaane de
Jaa jaa jaa mujhe na ...
Mere labon pe ye kahaani kyon rahe
Tu na rahi teri nishaani kyon rahe
Ye jawaani kyon rahe zindagaani kyon rahe
Jaa jaa jaa mujhe na ...
Ujada mahal ye veeraanon ki tarah
Isamein phiroon main deevaanon ki tarah
Anjaanon ki tarah begaanon ki tarah
Jaa jaa jaa mujhe na ...
Más canciones de Sourabh Kishore
-
Armaanon Ke Sapne
Armaanon Ke Sapne
-
Banjare Zindagi Ke Dar Dar Bhatakte Hue
Banjare Zindagi Ke Dar Dar Bhatakte Hue
-
Hai Sachcha Pyar Mera Ye Ikraar
Hai Sachcha Pyar Mera Ye Ikraar
-
Jannat Ki Ek Pari Ankhon Se Dil Mein Utri
Jannat Ki Ek Pari Ankhon Se Dil Mein Utri
-
Masihaa Rakshak Hamaraa
Masihaa Rakshak Hamaraa
-
Sapnon Mein Ayee Ek Pari Thi
Sapnon Mein Ayee Ek Pari Thi
-
Zindagi to Hai Bas Teri Pyari Ankhon Mein (Urdu Hindi)
Zindagi to Hai Bas Teri Pyari Ankhon Mein (Urdu Hindi)