MERI JINDGI TU
de Sheetal Pandey
Tumhari adaon pe main vari vari
Har ek baat hain jaise
Meethi karaari
Tumhari adaon pe main vari vari
Chalate ho jo naino ke baan tikhe
Nishaana tumh aaisa kaha se ho sikhe
Ke dil mein kasak ho magar pyari pyari
Tumhari adao pe main vari vari
Kabhi ek chaman tha main jisko kali thi
Ke phoolon ke sejo pe hi palegi
Na bechain din thein na betaab raatein
Na tumse mili thi main tab hi bhali thi
Badi mehangi mujhko padi tumse yaari
Tumhari adaaon pe main vari vari
Har ek baat hain jaise meethi karaari
Tumhari adaon pe main vari vari
Main vari vari
Chalate ho jo naino ke baan tikhe
Nishaana tum aaisa kaha se ho sikhe
Ke dil mein kasak ho magar pyari pyari
Main vaari vaari
Tumhari adaon pe main vaari vaari
Más canciones de Sheetal Pandey
-
Aaya Hai Janamdin Shyam Ka
Aaya Hai Janamdin Shyam Ka
-
Jogi Apne Shyam Ka
Jogi Apne Shyam Ka
-
Kalua
Kalua
-
Mera Sharveshvar Mera Shyam
Mera Sharveshvar Mera Shyam
-
Mera Shyam
Mera Shyam
-
Sanchi Hai Preet Tumhari
Sanchi Hai Preet Tumhari
-
Sanware Tu Vada Kar - Shyam Bhajan
Sanware Tu Vada Kar
-
Satyam Chipam Andaram
Satyam Chipam Andaram
-
Shyam Padhare Mhare Gaanv
Shyam Padhare Mhare Gaanv
-
Shyam Teri Jogan
Shyam Teri Jogan
-
Teri Baanki Adaa Ne O Sanwre
Teri Baanki Adaa Ne O Sanwre