Aade Tede Muh
de Saurabh Chauhan
Kal tha mujhe thi na khabar kis cheez ko kehte hai pyaar
Teri khushi ki khaatir ab khud ko badal doonga mein yaar
Maine dil tujhko diya maine dil tujhko diya
Is ke siva kuch na kiya
Maine dil tujhko diya is ke siva kuch na kiya
Chaahe sab hi khuda mujhko mile pyaar tera
Maine dil tujhko diya is ke siva kuch na kiya
Mujhse khata ho to gayi ab kya karoon yeh to bata
Tumne sanam jo hai kiya milni to hai uski saja
Socha nahin samjha nahin chaaha nahin par ho gaya
Sochi zara samjho zara acha nahin jo hai kiya
Maine dil tujhko diya is ke siva kuch na kiya
Maine dil tujhko diya
Jab tu chale duniya chale jab tu roke duniya roke
Badle nazar mujhse jo tu dhadkan meri rokne lage
Kya main kahoon kaisa hai tu bas pyaar ka chehra hai tu
Mushkil to hai kehna magar kehti hoon main mera hai tu
Maine dil tujhko diya is ke siva kuch na kiya
Chaahe sab hi khuda mujhko mile pyaar tera
Maine dil tujhko diya is ke siva kuch na kiya
Maine dil tujhko diya
Más canciones de Saurabh Chauhan
-
Mukhi Nav Changbhal
Mukhi Nav Changbhal
-
Rajputana Balidan
Rajputana Balidan
-
Mulakaat
Mulakaat
-
About Her
About Her
-
Shehar Tere Mein
Shehar Tere Mein