Kabhi Matki Foad Girawe
de Ram Kumar Lakha
Jin na jin jin jin na ra..
Jin na jin jin jin na ra..
Saath tere hei oopar waala wohi hei tera rakhwaala
Jeevan se na haar o jeenewaale
Jeevan se na haar o jeenewaale,
Baat meri too maan arey matwaale..
Har gum ko too apnaa kar,
Dil ka dard chupaa kar,
Badhta chal
Too lehraakar,
Duniya ke sukh dukh ko
Bisraa kar...
Jeevan se na haar o jeenewaale,
Baat meri to maan arey matwaale.
Jin na jin jin jin na ra..
Jin na jin jin jin na ra..
Saath tere hei oopar waala wohi hei tera rakhwaala
Sukh dukh hei jeevan ke do pairaahe.
Dhoop kabhi to kabhi ghanere saaye,
Sukh dukh hei jeevan ke do pairaahe.
Dhoop kabhi to kabhi ghanere saaye,
Jo suraj andhiyaarey me kho jaaye,
Wohi lautkar naya savera laaye..,
To badhta chal
Too lehraakar,
Duniya ke sukh dukh ko
Bisraa kar...
Jeevan se na haar o jeenewaale,
Baat meri to maan arey matwaale.
Behti nadiyaa tujh ko yaad dilaaye,
Samay jo jaaye kabhi laut na aaye,
Behti nadiyaa tujh ko yaad dilaaye,
Samay jo jaaye kabhi laut na aaye,
Deep to woh jo hawa me jalta jaaye..,
Khudko jalaakar jag ko raah dikhaaye...
To badhta chal
Too lehraakar,
Duniya ke sukh dukh ko
Bisraa kar...
Jeevan se na haar o jeenewaale,
Baat meri too maan arey matwaale..
Har gum ko too apnaa kar,
Dil ka dard chupaa kar,
Badhta chal
Too lehraakar,
Duniya ke sukh dukh ko
Bisraa kar...
Jeevan se na haar o jeenewaale,
Jin na jin jin jin na ra..
Jin na jin jin jin na ra..
Saath tere hei oopar waala wohi hei tera rakhwaala
Más canciones de Ram Kumar Lakha
-
Ashok Vatika Mein
Ashok Vatika Mein
-
Bajrangi Sita Ram
Balaji Hits
-
Bhagat Ke Vash Me Hai Bhagwan
Mor Mukut Murliwale
-
Chhoti-Chhoti Gayeya(Paramparik)
Mor Mukut Murliwale
-
Har Har Mahadev
Har Har Mahadev
-
Jai Kara Sherawali Ka - Hindi
Jai Kara Sherawali Ka (Hindi)
-
Maiya Ji Ke Kripa Se Mera Har Kam Hota Hai
Maiya Ji Ke Kripa Se Mera Har Kam Hota Hai
-
Mehandipur Darbar Me Aake Ho Gaya Malamaal Ji
Mehandipur Darbar Me Aake Ho Gaya Malamaal Ji
-
Meri Banh Na Chhad Dena Shre Radhe
Mor Mukut Murliwale
-
Mor Mukut Shie Tan Pitambar
Mor Mukut Murliwale
-
Oh Rassiya Nek Sang Lagayile Le
Mor Mukut Murliwale
-
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani - Hindi
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani (Hindi)
-
Radhe Hai Naam Ushka
Mor Mukut Murliwale
-
Radhe- Radhe
Mor Mukut Murliwale
-
Sab Kuch Milta Hai Meri Maiyya Ke Darbar Mein
Sab Kuch Milta Hai Meri Maiyya Ke Darbar Mein
-
Shiv Shankar Damru Wale
Shiv Shankar Damru Wale
-
Shiv Vivah
Shiv Vivah
-
Shri Ram Jaanki Baithe Hai
Shri Ram Jaanki Baithe Hai - Single
-
Teri Shyam Sunego
Teri Shyam Sunego
-
Ye Bajrang Bala Matwala
Balaji Ki Nagariya