(Aawaara hoon, aawaara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon) - 2
Aawaara hoon
Gharbaar nahin, sansaar nahin
Mujhse kisi ko pyaar nahin - 2
Us paar kisi se milne ka ikraar nahin
Mujhse kisi ko pyaar nahin - 2
Sunsaan nagar anjaan dagar ka pyaara hoon
Aawaara hoon, aawaara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
Aawaara hoon
Aabaad nahin barbaad sahi
Gaata hoon khushi ke geet magar - 2
Zakhmon se bhara seena hai mera
Hansti hai magar yeh mast nazar
Duniya
Duniya mein tere teer ka ya taqdeer ka maara hoon
Aawaara hoon, aawaara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
Aawaara hoon, aawaara hoon, aawaara hoon
Jahan Main Jati Hoon
de Mukesh
Más canciones de Mukesh
Ver todo
Dost Dost Na Raha Pyar Pyar Na Raha
Mukesh
Ae Bhai Zara Dekh Ke Chalo
Mukesh
Adi Rakkamma (From "Siruthai")
Mukesh
So Ja Re So Ja Mere Raj (From "Kathputli")
Mukesh
Oh Re Taal Mile Nadi Ke Jal Mein
Mukesh
O Sathi Chal (From "Seeta Aur Geeta")
Mukesh
Jahan Main Jati Hoon
Mukesh
Ab Ke Baras Bhejo Bhaiya
Mukesh
Chin-O-Arab Hamara Hindustan
Mukesh
Kasu Panam - From "Soodhu Kavvum"
Mukesh