Mujhko Apne Gale Laga Lo
de Mubarak Begum
zara pyaar kar le baabu
iqaraar karle baabu
sun baat ek, dil de ke dekh
mohe ek baar baabu
zara pyaar ....
ye rrut,ye rang,ye gaane
tere liye hai deewaane
chupke se dil mein aa ja
phir dekh maza jeene ka
kaali ghata ko, thandi hawa ko
tera intezaar hai baabu
zara pyaar kar le
iqaraar kar le
zara pyaar kar le baabu
sun baat ek, dil de ke dekh
mohe ek baar baabu
zara pyaar..........
aa ja gali mein palakon ki
thandi hai chhaoon zulfon ki
aa milke jagaaye jaadoo
ho ne do nazar beqaaboo
pad jaaye ghoom, yahi jhoom-jhoom
kare mann pukaare baabu
zara pyaar......
Más canciones de Mubarak Begum
-
Bahut Khoobsurat Hai Tumhari
Sushila (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Bemuravat Bewafa
Sushila (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Gham Ki Andheri Raat Mein
Sushila (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Ham Haal-E-Dil Sunaenge
Madhumati (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Kabhi Tanhaiyon Mein
Hamari Yaad Aayegi (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Ye Khuda Karim
Genius of Mubarak Begum, Vol. 1 & 2