728x90
Ad Space

Ab Aan Milo Sajna (From "Aan Milo Sajna")

de Mohammed Rafi
18 visitas
468x60
Ad Space

M aaja, aaja mein hun pyar tera,
Allah, allah inkaar tera
Ooo oo aaja aah, aah aaja...

M tumpe hazaron ki aankhen, chahiye tumko sahara,
Palkon mein aavun chupalun, naazuk tan yeh tumhara
Ooo oo aaja aah, aah aaja...

F mera khayal tumeh hein, maine abhi yehi jaana,
Sachha hai pyar ke jhoota, yeh hai mujeh azmaana,
Ooo oo aaja aah, aah aaja......
M rakhna tha dil pe hamaare, haath chuda ke chali ho,
F ji haan zaraa yeh bhi kahiye, aag lagaa ke chali

M aaja, aaja mein hun pyar tera,
Allah, allah inkaar tera
Ooo oo aaja aah, aah aaja