Ho Chali Chali Re Chali Dekho Sai Palkhi

de Mohammed Aziz
248 visitas

Hey hey hey hey hey hey, aah aah ha

Kal talak jo sach tha woh ban gaya afsaana
Tinka tinka bikhraa loota woh aashiyaana
Pal mein ban gaye saare apne begaane
Yaad bahut aate hai guzre zamaane
Bas tabaa hi hai, gham ke saaye hai
Sooni aankhon mein sirf paani hai
Aur kya zindagaani hai
Oh, aur kya zindagaani