Aaj Ke Baad
de Manan Bhardwaj
saunp doon tujhko
yeh dil sambhale rakha tha
tera hi hona tha
shayad yeh pehle se likha tha
mehandi ke rang se
dil ka rang mil jaane de aaj
jo na mile pehle
unko mil jaane de aaj
aaj ke baad tu meri rehna
tu meri rehna aaj ke baad
aaj ke baad tu meri rehna
tu meri rehna aaj ke baad
haan der se aayega
tujhko le jayega uda ke apne sath
dekhenge saare aur woh le jayega
chhuda ke humse tera hath
ho jayegi ab teri bhi baari
phir bhi nahi hogi tu parayi
aankhein nam hain
khushiyan bhi sang hain
bajne do charon ore shehnayi
aa aaja tujhko sanwarun main
aaj teri nazrein utarun
aa heere moti hain kya
main tujhpe zindagi vaarun
laal rang teri maang mein
sehar sajaya hai
aaj se maine khud ko yoon
tera banaya hai
aaj ke baad tu meri rehna
tu meri rehna aaj ke baad
Más canciones de Manan Bhardwaj
-
Simroon Tera Naam (From "Yaariyan 2")
Simroon Tera Naam (From "Yaariyan 2")
-
Arjan Vailly (From "ANIMAL")
Arjan Vailly (From "ANIMAL")
-
Arjan Vailly
ANIMAL
-
Kashmir
ANIMAL
-
Arjan Vailly Remix
Arjan Vailly Remix
-
Simroon Tera Naam
Yaariyan 2
-
Simroon Tera Naam (Dandiya Mix)
Simroon Tera Naam (Dandiya Mix)
-
Chitta
Shiddat
-
Hua Main
ANIMAL
-
Satranga
ANIMAL
-
Papa Meri Jaan
ANIMAL
-
Pehle Bhi Main
ANIMAL
-
Saari Duniya Jalaa Denge
ANIMAL
-
Haiwaan
ANIMAL
-
Shiddat Title Track (From "Shiddat")
Shiddat Title Track (From "Shiddat")
-
Oonchi Oonchi Deewarein (From "Yaariyan 2")
Oonchi Oonchi Deewarein (From "Yaariyan 2")
-
Shiddat (Reprise)
Shiddat
-
Oonchi Oonchi Deewarein
Yaariyan 2
-
Khuda
Khuda
-
Saure Ghar
Yaariyan 2