Oh, oh oh oh, oh oh oh oh
(Haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi) - 4
(Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darrta nahin) - 2
Lut jaayenge, mit jaayenge, mar jaayenge hum
Zinda rahegi hamaari daastaan
O haan, jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
(Toot jaaye paayal to kya
Paaon ho jaaye ghaayal to kya) - 2
Dil diya hai dil liya hai, pyaar kiya hai to
Dena padega mohabbat ka imtehaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi - 4
(Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin) - 2
Main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya
Bebas hoon lekin nahin main bezubaan
O haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachoongi - 5
Haa Jab Tak Hai Jaan - From "Sholay"
Más canciones de Lata Mangeshkar
Ver todo
Main Rani Hoon Raja Ki - Jhankar Beats
Lata Mangeshkar
Chand Sitare Phool Aur Khushboo
Lata Mangeshkar
Je Hum Tum Chori Se
Lata Mangeshkar
O Meri Laila
Lata Mangeshkar
Jaane Kahan Mera Jigar Gaya Ji
Lata Mangeshkar
Tumko Hamari Umar Lag Jaye Tumhein Aur Kya Doon Main (From "Ayee Milan Ki Bela")
Lata Mangeshkar
Tera Ishq Hai Meri Zindagi
Lata Mangeshkar
Mehndi Laga Ke Rakhna
Lata Mangeshkar
Aaj Jungle Mein Mangal
Lata Mangeshkar
Dhadkano Mein Tere Geet Hai Mile Huye (Dekha Ek Khwab)
Lata Mangeshkar