728x90
Ad Space

Ruk Ja Rokta Hai Yeh Diwana - Jhankar Beats

de Kishore Kumar
110 visitas
468x60
Ad Space

Kiska mahal hai kiska ye ghar hai
Lagata hai ye koi sapna o sajana
Kiska mahal hai kiska ye ghar hai
Premanagar hai ye apna o rachana
Kiska mahal hai ...

Jaan-e-man jaan-e-jaan
Main kahaan tum kahaan
Meri nazar hairaan hai
Ye aapka ehsaan hai
Maine maine banaaya tumne sajaaya
Premanagar hai ye apna o rachana
O sajna kiska mahal hai ...

Kya kahu kya nahi
Sa hai ye haseen
Taaj mahal to veeraan hai
Is mahal mein to mehmaan hai
Mujhako mujhako yaqeen hai
Ye sach nahi hai lagta hai ye koi sapana
O rachana kiska mahal hai ...