728x90
Ad Space

Baad Muddat Unhain - Main Aur Meri Tanhai / Soundtrack Version

de Jagjit Singh
16 visitas
468x60
Ad Space

Chaand se phool se yaa merii zubaan se suniye
Har taraf aap kaa qissaa jahaan se suniye

Sab ko aataa hai duniyaa ko sataa kar jiinaa
Zindagii kyaa mohabbat kii duaa se suniye

Merii aawaaz pardaa mere chehare kaa
Main hoon khaamosh jahaan mujhko wahaan se suniye

Kyaa zarooii hai ki har pardaa uthaayaa jaaye
Mere haalaat apne apne makaan se suniye