728x90
Ad Space

Mera Dil Jo Mera Hota

de Geeta Dutt
162 visitas
468x60
Ad Space

aye dil aye deewaane -3
aag laga li, kyon daaman mein
o zaalim chahat ke bahaabe
ayedil aye deewaane.........

jurm nahin tha dil ka lagaana,
samjha kab naadaan zamaana,
ek nazar aur kitani baaten -2
ek khaamoshi laakh fasaane,
aye dil aye deewaane.........

ye to nahin hai teri manzil,
door bahot hai apana sahil,
armaanon ki naazuk kashti -2
lagi hai toofaan se takaraane
aye dil aye deewaane.........