Snake Charmer
de DJ Rekha
badal uthiya ri sakhi
badal uthya ri sakhi
mere saasre ki od
paani barsega sir tod
baadal uthya ri sakhi
moti moti boond bhatabhat
phootan lag gaye gode se
paani ke baha ke agge
beh gaye nakke dyodhe se
uttar dakshin poorab pashchim
hawa ke jhakode se
jangdya ke kiwaad moonde
khul gaye ode sode se
jangdya ke kiwaad moonde
khul gaye ode sode se
kisya pul tootya ri sakhi?
kisya pul tootya ri sakhi?
beh ge nadi naale jod
paani barsega sir tod
baadal uthya ri sakhi
baadal uthya ri sakhi
baadal uthya ri sakhi
badal uthya translation to hindi
baadal uth aaye hain, saheli
mere sasural ki ore jamkar paani barsega
baadal umad aaye hain
moti moti boonde bhatabhat gole ki tarah phootne lagi hain
(bhatabhat is an expression for sound, when huge drops hit the ground)
paani ke bahaav ke aage
raste aur bastiya beh gayi hain
uttar dakshin poorab pashchim se aane wale hawa ke jhonko se
janglo ke darwaje khul gaye hain
konse pul toote hain, saheli?
nadi, naale beh gaye hain
jamkar paani barsega
baadal umad aaye hain, saheli
Más canciones de DJ Rekha
-
Aaja Nachiye Boliyan Paiye
Basement Bhangra
-
Akh Mastani - Punjabi Drums Mix
Basement Bhangra
-
Basement Bhangra Anthem
Basement Bhangra
-
Bhanghall
Basement Bhangra
-
Boli Panieh
Basement Bhangra
-
Devi Rhythm
Basement Bhangra
-
Dhol, Dark & Handsome
Basement Bhangra
-
Fakir
Basement Bhangra
-
Glassy
Basement Bhangra
-
Gur Nalon Ishq Mitha
Basement Bhangra
-
Panj Bindiyaan
Basement Bhangra
-
Pasand
Basement Bhangra
-
Rin Cheejha
Basement Bhangra
-
Sexy Boy
Basement Bhangra
-
Teri Sadi
Basement Bhangra
-
Teri Toor
Basement Bhangra