728x90
Ad Space

Teri Mehfil Mein Kismat Azmakar

de Bade Ghulam Ali Khan
213 visitas
468x60
Ad Space

dil se teri nigaah jigar tak utar gayi
donon ko ik ada mein razaamand kar gayi

dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-pa
pahunche kiraam-e-yaar bhi kya gul-katar gayi

mahazaar ne bhi kaam kiya waan naqaab ka
masti se har nigaah tere ruk par bikhar gayi

maara zamaane ne ' asadullaah khaan' tumhein
wo walawale kahaan wo jawaani kidhar gay