728x90
Ad Space

Main Hoon Diwana Mujhko Sambhalo - From "Apna Bana Lo"

de Asha Bhosle
9 visitas
468x60
Ad Space

Mujhko bhi radha bana le nandlal

yashoda kee angana mai dungi buhari
teri muraliya ko dungi naa gari
matki luta dungi makhan kee sari
bansi bajaiya... bansi bajaiya o re kanhaiya
mujh ko bhi kar de nihal
mujhko bhi radha

charano me tere lipatke rahungi
tera diya har sukh dukh sahungi
chhaliye tujhe kabhi kuch naa kahungi
jamuna kinare... jamuna kinare rakhungi sajake
kaaya kaa kesariya thal
mujhko bhi radha