La la la la, li la la la la la la
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana - 2
(Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye
Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye) - 2
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
(Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai) - 2
Bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana - 2
Bali Umar Ne Mera Haal (From "Awaargi")
de Asha Bhosle
Más canciones de Asha Bhosle
Ver todo
Haule Haule Chalo Mere Sajna
Asha Bhosle
Zara Sa Jhoom Lun Main - Trap Mix
Asha Bhosle
Abhi Na Jao Chhod Kar
Asha Bhosle
Mil Gaya Humko Saathi Mil Gaya (Vibe Mix)
Asha Bhosle
Jab Samne Tum Aa Jate Ho
Asha Bhosle
Dis Jatil Dis Yetil
Asha Bhosle
Phulale Re Kshan Majhe
Asha Bhosle
Piya Tu Ab Toh Aaja - Trap Mix
Asha Bhosle
Jivlaga Rahile Dur Ghar
Asha Bhosle
Tumhari Nazron Mein Humne Dekha
Asha Bhosle