728x90
Ad Space

Jashn-e-Wiladat Manao

de Alhajj Muhammad Owais Raza Qadri
50 visitas
468x60
Ad Space

(jab Rulaana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaaya Kyun
Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun) - 3

(kyun Yakin Uth Gaya Dil Se Kahin Wafaaon Ka
Pyaar Mehsus Kyun Hone Laga Gunaaho Sa) - 2
Aaya Apane Bich Mein Kisika Saaya Kyun
Jab Rulaana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaaya Kyun
Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun

(tu Ajnabi Ki Tarah Humase Pesh Aata Hai
Chand Lamhe Bhi Hamein Tu Na De Paata Hai) - 2
Aisi Kya Hamane Ki Khata, Hame Sataaya Kyun
(jab Rulaana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaaya Kyun
Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun) - 2