Ashqy Gulandamek
de Adnan Karim
Noor e khuda o o o noor e khuda
ajanabi mod hai, khauf har aur hai
har najar pe dhuwaan chhaa gaya
pal bhar mein jaane kya kho gaya
aasmaan jard hai, aahein bhi sard hai
tan se saaya juda ho gaya
hmm pal bhar mein jaane kya kho gaya
saans ruk si gayi jism chhil sa gaya
tute khaabon ke manjar pe tera jahaan chal diya
noor e khuda noor e khuda
tu kahaan chhupa hai hamein yeh bata
noor e khuda noor e khuda
yuun na hamase najarein phira
noor e khuda noor e khuda
tu kahaan chhupa hai hamein yeh bata
noor e khuda noor e khuda
yuun na hamase najarein phira, noor e khuda
Ho najarein karam farma hi de, o dino dharam ko jaga hi de
o jalati huyi tanhaayiyaan, ruthi huyi parchhayiyaan
kaisi udi yeh hawa, chhaaya yeh kaisa sama
ruh jam si gayi, waqt tham sa gaya
tute khaabon ke manjar pe tera jahaan chal diya
noor e khuda noor e khuda
tu kahaan chhupa hai hamein yeh bata
noor e khuda noor e khuda
yuun na hamase najarein phira, noor-e-khuda
ujade se lamhon ko aas teri, jakhmi dilon ko hai pyaas teri
har dhadkan ko talaash teri, tera milata nahi hai pata
khaali aankhein khud se sawaal karein, aman ki chikh behaal karein
behata lahun faryaad karein, tera mitata chal hai nishaan
ruh jam si gayi, waqt tham sa gaya
tute khaabon ke manjar pe tera jahaan chal diya
noor e khuda noore khuda
tu kahaan chhupa hai hamein yeh bata
noor e khuda noor e khuda
yuun na hamase najarein phira, noor-e-khuda
noor e khuda noor e khuda, aajkal tu kahaan hai yeh bata
noor e khuda noor e khuda, kya yeh sach hai ke tu hai hamase khafa
noor e khuda
Más canciones de Adnan Karim
-
Habiba
Habiba
-
Roji Tereb
Habiba
-
Razi Dil
Zeyneb Khan (Kcha Kurd)
-
Gyan Gyan
Tonight
-
Salami Door
City
-
-
Be Gryanm
Shney Ba
-
Suxmey Kony
Badey Gulrang 2
-
Hanasay Ashqan
Hanasay Ashqan
-
Sozi Dil
Tavgehek la Ishq
-
Toze Toze
Badey Gulrang 2
-
Zara
Tavgehek la Ishq
-
Dli Xembar
Habiba
-
Bay Nasim
Tonight
-
Hîcrî to
Wefayî
-
Peyami Min
Shney Ba
-
Mey Ger
Tavgehek la Ishq
-
Nazdaran
Tonight
-
Giryanî Nîwey Şew
Şewba
-
Wako Roj
Shney Ba