Dard Dilo Ke (From "The Xpose")
de Abhijeet Sawant
Tune meri jaan li
Tune dil hai chheena
Tune meri jaan li
Tune dil hai chheena
Ho karishma kudrat ka
Tune kar diya mushkil jeena
Aapse mohabbat ho hi gayi
Aapse mohabbat ho hi gayi
Tu hai chor dil ka
Main hoon ek nagina
Tu hai chor dil ka
Main hoon ek nagina
Sauda hai yeh pyaar ka
Maine dil de kar dil chheena
Aapse mohabbat ho hi gayi
Aapse mohabbat ho hi gayi
Aisa deewana huwa main
Teri soorat haan dekh kar
Dekhta hoon ab main jahaan
Tu hi tu aaye nazar
Pehle pehle pyaar ka
Youn hi hota hai asar
Kis pe kab aa jaaye dil
Kuch nahi hoti khabbar
Yeh hai deewanapan
Ab meri jaan hai
Bas teri yaad hai
Bas tera naam hai
Yeh hai deewanapan
Ab meri jaan hai
Bas teri yaad hai
Bas tera naam hai
Tune meri jaan li
Tune dil hai chheena
Ho karishma kudrat ka
Tune kar diya mushkil jeena
Tu hai chor dil ka
Main hoon ek nagina
Sauda hai yeh pyaar ka
Maine dil de kar dil chheena
Aapse mohabbat ho hi gayi
Aapse mohabbat ho hi gayi
Neend aakhon se udi
Sooni raaten ho gayi
Teri baaton ke siwa
Saari baatein kho gayi
Tu na ho mere saamne
Jee bahalta hi yeh nahi
Tere bina ab mere liye
Yeh waqt dhalta nahi
Jaane kya ho gaya
Hosh gum ho gaye
Har taraf har jagah
Tum hi tum ho gaye
Jaane kya ho gaya
Hosh gum ho gaye
Har taraf har jagah
Tum hi tum ho gaye
Tune meri jaan li
Tune dil hai chheena
Ho karishma kudrat ka
Tune kar diya mushkil jeena
Tu hai chor dil ka
Main hoon ek nagina
Sauda hai yeh pyaar ka
Maine dil de kar dil chheena
Aapse mohabbat ho hi gayi
Aapse mohabbat ho hi gayi
Aapse mohabbat ho hi gayi
Aapse mohabbat ho hi gayi
Más canciones de Abhijeet Sawant
-
Lafzon Mein
Aapka... Abhijeet Sawant
-
Chalte Chalte - The Unwind Mix
Chalte Chalte
-
Junoon
Junoon
-
Kya Dekhte Ho
Kya Dekhte Ho - Single
-
Murshida
Love from Bollywood
-
Samjhawan - Unplugged
Love from Bollywood
-
Bahon Ke Darmiyaan - Unwind Mix
Love from Bollywood
-
Pal Pal Dil Ke Paas - Unwind Mix
Love from Bollywood
-
Aa Bhi Jaa - Unwind Mix
Love from Bollywood
-
Dil Kya Kare - Unwind Mix
Love from Bollywood
-
-
Aao Morey Piya
Farida
-
Lamha - Summer Remix
Aapka... Abhijeet Sawant
-
Mohabbatein Lutaaunga - Indian Idol 1 Winning Performance
Aapka... Abhijeet Sawant
-
Chhod Aaye Hum - The Unwind Mix
Chhod Aaye Hum - Single
-
Sar Sukhachi Shravani
Mangalashtak Once More (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Sar Sukhachi Shravani - Instrumental - From "Mangalashtak Once More"
Sar Sukhachi Shravani - Instrumental (From "Mangalashtak Once More")
-
Sar Sukhachi Shravani - From "Mangalashtak Once More"
Marathi Instrumental Hits
-
Kuch Kar Maula
Farida
-
Mahi Mahi Mahiya
Junoon